Jumma Mubarak AI Photo Editing Guide 2024

Romeshwar
Jumma Mubarak Ai Photo Editing Guide 2024

Hello dosto, kaise ho sab? Umeed hai sab thik honge aur apni zindagi ka aanand le rahe honge. Dosto jaise ki aapko pata hai ki aaj kal AI ka zamana hai. Aur social media par bahut saari photo trend ho rahi hain. Aur bahut se log ye jaanna chahte hain ki kaise AI ke saath Jumma Mubarak ki photo bana sakte hain. Is blog mein main step by step bataunga ki aap kaise AI ke saath Jumma Mubarak ki photo bana sakte hain. Isliye dosto hamare steps ko follow karna hoga. Dosto aap bahut kam samay mein AI ke saath Jumma Mubarak ki photo bana sakte hai. Aur bing AI image generation ki madad se aap jumma mubarak ki photo bana sakte hai. To chaliye shuru karte hai.photo ko kaise banana hai?

Jumma Mubarak AI Photo Editing Guide & Steps

Step 1: Microsoft Bing Image Creator Tool ke official website par jayein.

Step 2: Ek khali box display par dikhayi dega.

Step 3: Neeche diye gaye prompt ko enter karein aur Create button par click karein.

Step 4: Apni pasandeeda tasveer ko chunein aur use apne device par download karein.

ALSO READ : Stylish Boys With Vespa Scooter AI Photo Editing Guide 2024

Jumma Mubarak AI Photo Editing Prompts :

Prompts 1_ “Design a digital illustration capturing the serene moment of a young boy offering prayers in a mosque, with a vibrant “Jumma Mubarak” message glowing in the background.”

Prompts 2 _“Embracing the serenity of Jumma, join Shohan on his spiritual journey as he sends heartfelt wishes with a backdrop of a magnificent mosque. Happy Jumma Mubarak!”

Share This Article
Leave a comment